Goddess Saraswati Devi Aarti

Your Ad Here

Saturday, January 31, 2009

Saraswati Mataji Ki Aarti
सरस्वती आरती
Jai Sarasvati mata,
jai he Sarasvati mata Sadgun vaibhav shalini,
tribhuvan vikhyata,
Jai Sarasvati....
Chandravadani padmasini dyuti mangalakare,
Sohe shub hansa savare,
atul tejdhari,
Jai Sarasvati....
Baen kar men vina,
daen kar mala,
Shish mukut mani sohe,
gal motiyan mala,
Jai Sarasvati....
Devi sharan jo ae,
unka uddhar kiya,
Paithi Manthra dasi,
Ravan sanhar kiya,
Jai Sarasvati....
Vidya gyan pradayini,
jag men gyan prakash bharo,
Moh aur agyan timir ka jag se nash karo,
Jai Sarasvati....
Dhup dip phal meva,
man svikar karo,
Gyanchakshu de mata,
jag nistar karo,
Jai Sarasvati..,.
Man Sarasvati ki arti jo koi jan gave,
Hitkari sukhkari,
gyan bhakti pave,
Jai Sarasvati....




Your Ad Here
Read more...

Saraswati Chalisa in Hindi

Your Ad Here

Saraswati Chalisa







Your Ad Here

  © Blogger template The Beach by Ourblogtemplates.com 2009

Back to TOP